|
Minto marhoom dobarra
paidaa naa houngay. Koi Khtoon Minto Nahien Bun
Sakti. Khwashaat, Jinse, Qudratti Bannawat Alhida
Alhaida. adaqat kay saath Izhaar mumkin Nhien. Whee
Whaanvi bhee banna Naamumkin.
Urdu Zaban aik naamukammal Zabaan Haiy. Is
haqeeqat kay Bawajood Ghalb say laikar Fraaz tak
aour Abdul Razzaq Malihabadi say Laikar Mushtaq
Yousufi Tak issay bahun o khobi Istaimaal kiya gaya.
PPaiwandkaarian bhout ki gaien Laikin is tahreer
maien punjabi zaban aour kirdaar dounoun say insaaf
nahien ho skka. Yeh bhee samajh maien naa Aaya keh
Imrat kaa dousraa Janam kaissay houwaa? With good
wishes: Tariq Khan |